Zama da Sabar imtehan Shoro sho, Pashto Sadest Poetry, Pashto Poetry, Da Pashto Shairy,


Zama da Sabar imtehan Shoro sho
Da Hijar bal ogad Makham Shoro sho
Da wakht pa Khawro prot larhaly ketab 
Gham-o-fekar dage Chashme khwa me Bya Paam Shoro sho
Saqi Jaam pregda, ao Qalam me raka
Pa “DARD” da gham nawe kalaam shoro sho 
Gham de Ashna pa Rahatoono Akhlam
Sheeda de Bya pa Ghat Tawaan Shoro sho
Jahan Ghamoona da yo bal stayaloo
“DARD” pe Sirf Ahh kro pa Sallaam shoro sho.

Pashto Sad Poetry, Pashto Poetry, Pashto Heart Touching Poetry,


Da baran sasko sara okhkay meleemo ta razi 
da cha yadoona me pa zra na asweelo ta razi 
ma heraniga che tawaf de khkuli makh kaoma 
patang mudam da shamey khwa la swazeedo ta razi 
pa zhwandana me da hijran pa or sati pati kray 
dedan ba ye sa kram che me gor toro tambo ta razi 
da dedan tanda pre ka mata stargy ma arawa 
khuday khabar bia che Brekhna do laro koso ta razi.

Da wakht gardash Haga kosu ke Logrulay yama, Pashto Heart Touching Poetry, Pashto Poetry, Latest Pashto Poetry, Pashto Ghazal,


Da wakht gardash Haga kosu ke Logrulay yama
Mudam che huska gare charta garzedalay yama
kaka che mana be pukhto be pata kar shave dai
de khpal pukhtun zarge pa har qadam ratalay yama
ma ta khpal zan pa ayena ke Der badranga Khkarege 
kho ta che wae pa rekhtya sara ba khukulay yama.

Da Ghra palosa ke Gabeen da naro toro macho

Da Ghra palosa ke Gabeen da naro toro macho
Laaliya ta la me saatalay charta rasha kana
Da alooche da wone hara wraz maarGhaan sharrama
RanG ye tak soor dy arrawalay charta raasha kana 
Da Goor chinaar laande cheena laka ranrra Aayina
Taa pa ke zaan na dy ledalay charta rasha kana 
Pa zeelo zeelo ke ye shna shna Ghunchakuna khkaari 
Zamunga kwar rara sedalay charta raasha kana
Da Lakhti Ghaarre ta inzar tore daane niwali
Che maa shukolay ta khwarralay chrta raasha kana
Za kaliwaal ba darla darkam kaliwala meena nan me pa zra.

Che da makham da para soch okro

Che da makham da para soch okro
nu da yao jam da para Soch okro
la fasile da menza ma obasa
che da anjam da para soch okro
da janan Gama qalaray kho okro
che da khpal Qam da para soch okro.

Charta pa ma hum da wesal khwaga selai rawala

Charta pa ma hum da wesal khwaga selai rawala
mala qismata zama khkule gulalai rawala
daaji ta owaya lala che warta zor wokhaye
da raqeebanu pa kussa zama dolai rawala
khaliqa dera mudda oshwa che akhtar okama
agha spogmai ghunde nyazbeena pa balai rawala.

Pregda Sta Pa Seena Khoor Laka Tekray Sham

Pregda Sta Pa Seena Khoor Laka Tekray Sham 
Da De Ghairo Khalqo Stargo Ke Aghzay Sham 
Sta Lomree Khanda Shpele Da Israfil Wa 
Yaw Zal Bya Wakhanda Shabas Che Jwandy Sham 
Spelany Yem Kho Da Khkulo Wach Kale Da Raba 
Yaw Khkuli Paida Kre Che Logy Sham Lewany Sham 
Pa Zanzer Na Saray Kegem Kho Che Yaw Sok Da Yaar Wokhram 
No Sary Sham 100 Gele Ao 1000 Ghokhtani Me We Zra Ke Kho Che 
Ta La Ra Nezdi Sham No Gongy Sham 
Da Mashom Ghondi Me Noor Gheg Ke Wa Nakhle 
Raza Ta Ghege Ta Rasha Che Zalmay Sham.

Da garmo Sro weno HISAB ghwaro,

Da garmo Sro weno HISAB ghwaro, 
Pa Pukhtoonkhwa ke INQELAB ghwaro. 
Da khpale khawore khpal ikhtyar de sa ko, 
Sta na da day sawal JAWAB ghwaro. 
Mung la pa laas ke topak ma rakawa, 
Mung pa lasono ke KITAAB ghwaro. 
A Mullah jana pa day pak watan ke, 
Da paako khlqo INTIKHAAB ghwaro.

Zulfi che Ratole na kre Zra ba rana Khor she

Zulfi che Ratole na kre Zra ba rana Khor she
las rakra che Khukul e kram ka la gwandi Takur she
kala che da shpe tyarah kohe ta wartao sham
sta da toro stargo tasawar rabndi sor she
haga wakht da husan pa Halato jara rashe
Gul che kala mrawae she ao zwarand she naskor she 
rasha che pa Toro toro zulfo ke di pat kram
pregda Lewaneya che da zra di rana Tor she
da da Taqder vesh di da insan la wasa na da
Gula muhabat ao Shaire kala pa zor she
da da muhabat tage lema ba de marrah she
kala che hum sta da Abasen pa gara kor she.

Tsawar de yara karama kho afsos dartalaly na shm


Tsawar de yara karama kho afsos dartalaly na shm 
dunia tola rapase da gula sta ledale na shm 
pa ghazal k mi latoon kri da jonon pa takht 
basta wakht khyal ao fikar k mi osa gula 
sta stayale na shm sta pa yaad banday mashghol wam
mazdigare che qaza kigi shwe zargi wene mi wachy 
pre gulab karaly na shm sa sho khwre sa ery sho 
yara sta ba tama tama za MAJBOOR ka hase wayam 
gula sta mundale na shm.

Da wesal dagha arzoo mi pora na sho

Da wesal dagha arzoo mi pora na sho 
da umedono dewa mra shwa bala na shwa
yara sta wesal pa tama naqarar wam 
naqarar ghwandy oda shwm qarari mi naseb na shwa 
za majboor ye da yarai pa tama nast wm 
intezar ye somra khog de zindagi mi intezar shwa.

Bangla ao Mahal na Laram Jungare ta me Rasha

Bangla ao Mahal na Laram Jungare ta me Rasha
na Kat ta ba me Gore na Pozi ta ba me Gore
kho mala che raze nu da yawa khabara waora
tale ta ba me na Gore Tandi ta ba me Gore

Raza che sara ozangoo da meenay pa yo taal, Ajmal khatak Poetry, Ajmal Khattak Baba Poetry, Pashto Poetry,

Raza che sara ozangoo da meenay pa yo taal 
da yo bal na chapera kro lasoona da wisaal 
zalmoono der wahali yo ghamoono karawali 
rokhana tora shpa kra sta da husan pa jamaal 
bahar da zal zama pa zra da husan ranra okri 
gul tol umer razi kho dase ter she kal pa kaal 
yo zal kho pa rekhtya ye pa khanda tar sanga 
rasha Khattak khpala zwani darpasey khawry kra pa khyaal.

Sach To Ye Hai Jo Mujhe Jhoot Ki Aadat Hoti

Sach To Ye Hai Jo Mujhe Jhoot Ki Aadat Hoti
Mujhko Tumse Na Tumhe MujSe Shikayat Hoti
Apne Maazi K Fasane Jo Sunata Tumko
Kaise Zinda Hon Ab Tak Tumhen Hairat Hoti
Kuch Nahi Kehta To Kehtay Hain K Maghroor Hon Main
Aur agar Kehta To Kuch Aur Shikayat Hoti
Khud Parasti Jo Na Insan Ki Fitrat Hoti
Saari Dunya Mein Mohabbat Hi Mohabbat Hoti
Tum Ne Acha Kiya Mujh ko Na Diya Wafa Ka Sila
Tum Bhi Mujh Se Jo Wafa Kartay To Tijarat Hoti.

Kal Chodhween Ki Raat Thi, Shab Bhar Raha Charcha Tera

Kal Chodhween Ki Raat Thi, Shab Bhar Raha Charcha Tera
Kuch Nay Kaha Yeh Chaand Hai, Kuch Nay Kaha Chehra Tera
Hum Bhi Wahen Mojood Thay, Hum Say Bhi Sab Poocha Kiye
Hum Hans Diye, Hum Chup Rahay, Manzoor Tha Pardaa Tera
Is Shehr Mai Kis Say Milen? Hum Say To Chootein Mehfilein
Har Shakhs Tera Naam Lay, Har Shakhs Deewaana Tera
Koochay Ko Teray Chor Kar, Jogi Hi Ban Jayen Magar
Jungal Teray, Parbat Teray, Basti Teri, Sehraa Tera
Hum Aur Rasm-e-Bandagi, Aashuftagi, Uftaadgi?
Ahsaan Hai Kiya Kiya Tera, Ae Husn-e-Be’Parwah Tera
Do Ashk Janay Kis Liye, Palkon Pay Aa K Tik Gaye
Altaf Ki Barish Teri, Ikraam Ka Dariya Tera
Ae Be’Daraigh-o-Be’Amaan, Hum Nay Kabhi Ki Hai Faghan?
Hum Ko Teri Wehshat Sahi, Hum Ko Sahi Saudaa Tera
Hum Par Yeh Sakhti Ki Nazar? Hum Hain Faqeer-e-Raah-Guzr
Rasta Kabhi Rokaa Tera? Daman Kabhi Thaama Tera?
Haan Haan Teri Surat Haseen, Lekin Tu Aesa Bhi Nahin
Is Shakhs Ke Ash’aar Say, Shohraa Hua Kiya Kiya Tera
Be’Dard Sunni Ho To Chal, Kehta Hai Kiya Achi Ghazal
Ashiq Tera, Ruswa Tera, Shair Tera, INSHA Tera.

Haan Piyaar Nahi, Ishq Nahi, Ibadat Ki Hai

Haan Piyaar Nahi, Ishq Nahi, Ibadat Ki Hai
Mein Ne Rasmon Se Riwajon Se Baghawat Ki Hai
Apni Makhmoor Nigahon Main Basa Kar Mujh Ko 
Tu Ne Bhi Toot Ker Mujh Se Jo Mohabbat Ki Hai
Qabool Ker Ke Mujhe Thukra Dia Hai Duniya Ko
Main Ne Bhi Tere Liye Duniya Se Adaawat Ki Hai
Haseen Azaala Hai, Karam Hai Ya He Khush Bukhti
Apne Malik Se Main Ne Jo Shikayat Ki Hai
Karoon Main Kese Adaa Shuker Iss Nawazish Ka
Mere Maahboob Tu Ne Jo Inaayat Ki Hai
Khud Se Bhi Berh Ker Main Ne Tujhse Chahat Ki Hai 
Haan Piyaar Nahi, Iahq Nahi, Ibadaat Ki Hai.

Haan Piyaar Nahi, Ishq Nahi, Ibadat Ki Hai

Haan Piyaar Nahi, Ishq Nahi, Ibadat Ki Hai 
Mein Ne Rasmon Se Riwajon Se Baghawat Ki Hai
Apni Makhmoor Nigahon Main Basa Kar Mujh Ko
Tu Ne Bhi Toot Ker Mujh Se Jo Mohabbat Ki Hai
Qabool Ker Ke Mujhe Thukra Dia Hai Duniya Ko 
Main Ne Bhi Tere Liye Duniya Se Adaawat Ki Hai
Haseen Azaala Hai, Karam Hai Ya He Khush Bukhti
Apne Malik Se Main Ne Jo Shikayat Ki Hai
Karoon Main Kese Adaa Shuker Iss Nawazish Ka
Mere Maahboob Tu Ne Jo Inaayat Ki Hai
Khud Se Bhi Berh Ker Main Ne Tujhse Chahat Ki Hai
Haan Piyaar Nahi, Iahq Nahi, Ibadaat Ki Hai.

Tumhe Jab Kabhi Mile Fursatein Mere Dil se Bojh Utaar Do

Tumhe Jab Kabhi Mile Fursatein Mere Dil se Bojh Utaar Do
Main Bahut Dino Se Udaas Hoon Mujhe Ek Shaam Udhaar Do
Mujhe Apne Roop Ki Dhoop Do, K Chamak Sake Mere Khad-o-khal
Mujhe Apne Rang Mein Rang Do Mera Sara Zang Utaar Do
Kisi Aur Ko Mere Haal Se Koi Gharz Hai , Na Hi Wasta
Mere Dil pe Haath Rakho Zara , Meri Dhadkano Ko Qaraar Do
Tumhe Subah Kaisi Lagi Kaho Meri Khwahishon Ke Dayaar Ki
Jo Bhali Lage To Yehi Raho Ise Chahaton Se Nikhaar Do
Wahan Ghar Pe Kaun Hai Muntazir K Ho Fikr Der Sawer Ki
Badi Mukhtasir Si Ye Raat Hai.. esse Chandni Mein Guzaar Do
Koi Baat Karni Hai Chand Se Kisi Shakhsaar Ki Aout Mein
Mujhe Raaste Mein Yahin Kahin Kisi Kunj-E-Gul Mein Utaar Do.

Jab tera hukum mila, tark-e- muhabbat kar di

Jab tera hukum mila, tark-e- muhabbat kar di 
dil magar is pe wo dharhka k qayaamat kar di
tujh sey kis tarah main izhaar-e-Muhabbat karta
lafz soojhaa to ma'ani ney baghawat kar di 
main to samajha tha k laut atae hain jaane waley
tuu ne ja kar to judayee meri qismat kar di
mujh ko dushman k iraadon per bhi pyar ata hey
teri ulfat ne muhabbat meri adat kar di
poch betha hoon main tujh sey tere koochae ka pata
tere halaat ne kaisi teri soorat kar di
kia tera jism, tere husn ki hiddat main jala
raakh kisne teri sonae ki si rangat kr di.



Dil chahta hai ke us se shikway shikayat karoon Lekin

Dil chahta hai ke us se shikway shikayat karoon Lekin
sochta hoon ke woh mera kia lagta hai
Dil chahta hai ke us se toot kar pyar karoon Lekin
sochta hoon ke woh mera kia lagta hai
Dil chahta hai ke us ke seenay se lag kar so jaoon Lekin
sochta hoon ke woh mera kia lagta hai? 
Dil chahta hai us se laroon aur phir m manaoon Lekin 
sochta hoon ke woh mera kia lagta hai
Dil chahta hai ke us ko aaj bata he doon Ke 
woh he mera sub kuch lagta hai,

Dil udhaas hai bahut koyi paigaam hi likh do

Dil udhaas hai bahut koyi paigaam hi likh do
Tum apna naam na likho, gum-naam hi likh do
Meri qismat mein gham-e-tanhayi hai lekin
Tamaam umr na likho magar ek shaam hi likh do
Zuroori nahi ki mil jaaye sukoon har kisi ko
Sare-e-bazm na aao magar benaam hi likh do
Ye jaanta hoon ki umr bhar tanha mujhko rehna hai
Magar pal do pal, ghadi do ghadi, mere naam hi likh do
Chalo hum maan lete hai ke sazaa ke mustahiq thehre hum
Koyi enaam na likho koyi ilzaam hi likh do.

Haan Piyaar Nahi, Ishq Nahi, Ibadat Ki Hai ,

Haan Piyaar Nahi, Ishq Nahi, Ibadat Ki Hai , 
Mein Ne Rasmon Se Riwajon Se Baghawat Ki Hai
Apni Makhmoor Nigahon Main Basa Kar Mujh Ko , 
Tu Ne Bhi Toot Ker Mujh Se Jo Mohabbat Ki Hai
Qabool Ker Ke Mujhe Thukra Dia Hai Duniya Ko
Main Ne Bhi Tere Liye Duniya Se Adaawat Ki Hai
Haseen Azaala Hai, Karam Hai Ya He Khush Bukhti
Apne Malik Se Main Ne Jo Shikayat Ki Hai
Karoon Main Kese Adaa Shuker Iss Nawazish Ka
Mere Maahboob Tu Ne Jo Inaayat Ki Hai
Khud Se Bhi Berh Ker Main Ne Tujhse Chahat Ki Hai 
Haan Piyaar Nahi, Iahq Nahi, Ibadaat Ki Hai.

Ek Bewafa Ko Hum Ne Is Dil Mein Jaga Di Thi


Ek Bewafa Ko Hum Ne Is Dil Mein Jaga Di Thi
Khuwabon Ki Duniya Apni Us Se Hi Saja Di Thi
Chaha Tha Us Ko Hum Ne Khud Se Bhi Bohat Barh Kar
Us Chahat Mein Hum Ne Ye Hasti Hi Mita Di Thi
Maloom Nahi Tha Hum Ko Woh Bewafa Bhi Hoga
Us Per Bharosa Karke Khud Ko Hi Saza Di Thi
Socha Tha Sath Mil Ke Kaatenge Zindagi Ko
Us Ne To Ek Pal Main Har Baat Bhula Di Thi
Kaisa Sitam Hai Dekho Woh Kab Se Judda Hai Mujh Se
Apni Zindagi Jis Ka Saya Sa Bana Di Thi
Kiya Tha Us Per Bharosa Kyun Hadh Se Barh Kar
Us Ki Jafa Ne Dil Mein Ek Halchal Si Macha Di Thi.

Nazrain Chura Rahey Ho Palkain Jhuka Rahey ho

Nazrain Chura Rahey Ho Palkain Jhuka Rahey ho
Lehja hai bus MOHABBAT, Kiss Sey Chupa Rahey ho
Andaz Dil Ruba hai, Aankhyon main aik Shararat
Taqseem Kar key Dil ko Khud Ko LUTA Rahey Ho
Asa Hussun Khuda Nai Bakhsha hai Tujh ko Janaa
Mere Nazar Main Ay kar Apna Buna Rahey Ho.

Chalo mohabbat ki nayi bunyaad rakhtay hain

Chalo mohabbat ki nayi bunyaad rakhtay hain
Khud paband rehty han tumen azad rakhty han
Hamary khoon mai Rab ne yehi taseer rakhi hai
Burai bhool jatay hain achai yaad rakhtay hain
Mohabbat mai kahi hum se gustakhi na ho jay
Ham apna har qadam us k qadam k baad rakhty han.

Ae Husn-E-Be-Parvaah! Tujhe Shabnam Kahun, Sholaa Kahun

Ae Husn-E-Be-Parvaah! Tujhe Shabnam Kahun, Sholaa Kahun
Phoolon Main Bhi Shokhi To Hai Kisko Magar Tujh Sa Kahun
Gesu Ude Mehki Fizaa Jaadu Karen Aankhein Teri
Soyaa Hua Manzar Kahun Ya Jaagta Sapna Kahun 
Chanda Ki Tu Hai Chandni Lehron Ki Tu Hai Raagini
Jaan-E-Tamanna Main Tujhe Kya Kya Kahun, Kya Na Kahun.

Pakiza mohabbat ko gunah-gar na karna

Pakiza mohabbat ko gunah-gar na karna
tum pyaar to karna magar izhaar na karna
qurbani ka jazba tumhe virsey mein mila hai
wo jaan bhi agar mangey tou inkaar na karna
suraat sey bari cheez hai mehboob ki seerat
aawara hawa'un sey kabhi pyaar na karna
aashko'n mein na beh jayen kahin gham ka khazana
soowey hoye toofa'n ko be-daar na karna.

Sahara waya ta k nawee sa dee

Sahara waya ta k nawee sa dee 
zara ghamoona ao da swo khabary 
khushali yo wraze hum na shey 
rawry rawry fikrono andekhno khabary 
meenay ranra de chary onakrala 
kaway ranra ao da tyaro khabary 
sta da khulgai na gore khwand na kawi 
da rangeeno ao da wagmo khabary 
za de pa gheg k tal khazan weenama 
Brekhnay ta makra da sparlo khaba.

Cha v che Mayan shuma nu Khaad shuma

Cha v che Mayan shuma nu Khaad shuma 
za kho sta pa mena ke Barbad shuma
ogora za sumra khosh naseba yam
sta pa nama Tol watan ke yad shuma 
ma dere Taodi sare ledale de
za pa tendakunu ke ustad shuma
os pre da khukula mani abadi kra
sta da shakhseyat che za bunyad shuma
waya kana seng di laar galata kra
shukar dai che za darta Daryad shuma
dango dango Grunu sara sar waham
za kho Abaseen na shum FAHRAD shuma.

Zargay darna khata sho ka zegar darna Khata sho

Zargay darna khata sho ka zegar darna Khata sho
La qasda dase osho ka nazar darna Khata sho
sparleya Da de sa okro zamung kali ta Ragle
kosa darna Khata shwa ao ka Waar darna khata sho.

Che Muhabbat Shi Na Ba Zyan Ta Na Ba Sar Ta Goram

Che Muhabbat Shi Na Ba Zyan Ta Na Ba Sar Ta Goram
MehbOObe Za Sta Lupate Khpal Sadar Ta Goram  
Os De Da Sur Saalu Bala Bala Arman Razi
Che De Spere Spere AlwOti Mazigar Ta Goram
Ma Da Dunya Nandara Kari Sta Pa Stargo K Da
Baghair Latana Ba Sang Myashte Da Akhtar Ta Goram.

Ta Che Shwe Khpal Husan Ta Heran Pa Aayena K

Ta Che Shwe Khpal Husan Ta Heran Pa Aayena K
Mata Andaza Okra Da Zaan Pa Aayena K
Gung Ba Sa Tareef Da Khaad O Khaal Da KhkulO Okri
Zaan Ta Sala GOre Gul Rukhaan Pa Aayena K.

Rasha pa koso ki da jargho khabari na she

Rasha pa koso ki da jargho khabari na she
Charta che pa mung ki da prado khabri na she
Yara sta da hijar oghdo shpo shaugero kry yam
Ghora che me oos pa aswaylo khabri na she
Daro shpo la rasha che da yao bal na khabr shu
yara sta pa yao shpa da daru shpo khabari na she
za ao ta che oweno la wraya sara poya sho
cha wai che pa stargho ke da zrro khabri na she
khuday khbr KHATIR za bya charta ta bya charta
pregda oos pa tlo ki da ratlo khabri na she.

Wakht Mu Da Meene Muhabbat QissO Ta Charta Pregdi

Wakht Mu Da Meene Muhabbat QissO Ta Charta Pregdi 
Ghurbat Mu Dase Da Kha Jwand MazO Ta Charta Pregdi 
Hagha Ba Rashi KhO Zama Ba lOye Arman Pate Shi 
Zalim Marge Me Da Janan LedO Ta Charta Pregdi.

Da abaseen pa daryab dob shom godar kum zay dy

Da abaseen pa daryab dob shom godar kum zay dy 
Zama da yaar pa shanta khkolay bashar kum zay dy 
Khalak har zai pa zai jamy wenzi akhtar de saba 
Da ashaqano be da yaara akhtar kum zay dy 
Pa yo nazar da khobriyano zara mangwal ke aore 
Dase jado dase mantar ao asar kum zay dy 
A gulistana da ALLAH pa takal mast aosa 
tal Pa zamana da qadardano qadar kum zay de.

Zamoong da khalko dak da meenay rewajoona sa sho

Zamoong da khalko dak da meenay rewajoona sa sho
Hagha che yao bal la ba tloo hagha rasmona sa shoo
Yao ror ba bal la pa akhtar k khaista ghara warkra 
Zamoong pa zra k da ulfat hagha koroona sa sho,
Koroona dak da melmano ba wo yao zai ba woo tol
Da pukhtano hagha drana dastarkhanona sa sh.

Toray jamay ba pa akhtar tha achavay ao kana

Toray jamay ba pa akhtar tha achavay ao kana
Pa speeno laaso ba nakreezay poray kavay ao kana
Da speenay lachay ba da sro ao shno bangro na daka vay janana?
Pa naray zna ba sheen khal tha laga vay ao kana
Pa toro zulfo k goloona ao surkhi pa shondo
Zaan chay seengar kay bia ba ghara rakavay ao kana
Nan kho akhtar da nan chay na o nakray
Ma mazigar k ba da zaan mailma kavay ao kana.

Khuday Khabar sanga ba tereegee bya akhtar raaghey,

Khuday Khabar sanga ba tereegee bya akhtar raaghey
Zra' mey narey narey khugeegeee bya akhtar raaghey
Taa pa nakreezo ba pa laas zama naama leekala
Ter wakhtuna mey rayadegee bya akhtar raaghey
Sta da khaayist da pasarlo guloona der dee guley!
Laka baaran pa maa wareegee bya akhtar raaghey
Da bangro dakey lechey ghatey stargey shana khaloona
Stargo ta makhkey makhkey kegee bya akhtary raaghey
Taa chey pa stargo olagawal da "Khatir" pa zargee
Hagha daaghoona taaza' kegee bya akhtar raaghe.

Ta kho rekhtya qurbani ghwary aye Akhtara

Ta kho rekhtya qurbani ghwary aye Akhtara 
Qurban sok da maloono qurbani kri sok kri zroona qurban 
kaloona sta pa intizar ke ter kri goty shmari 
pa musafaro hamesha kre armanoona qurban 
pa khushalai bazar ta lar she da khpal kora ozi 
pa dhamako ke drta somra she saroona qurban 
waya Brekhna sta pa ratlo sanga khushala ba she 
ta pa badal k tre na ghwarey janatoona qurban.

Akhtara che razai no mehfuluna zanla ogora

Akhtara che razai no mehfuluna zanla ogora
Gham na naakhabara ghundi zrona zanla ogora
Taata ba pa tama v hum taata ba khoshala she 
Garza pa de kale ki korona zanla ogora
Aaa zama jungara di joga da istiqbal na da
Za warsha akhtara mahalona zanla ogor.

Ta che rana mane shwe yadoona de hm mane ka

Ta che rana mane shwe yadoona de hm mane ka 
khushali de rana waghesta ghamona de hm mane ka 
zama kho guzara da mazdigar pa dedanono wa 
ta che ratly na shy salamona de hm mane ka.

Qalam Dil Mein Dubota Hoon Chand Lafzo'n Ko Likhta Hoon

Qalam Dil Mein Dubota Hoon Chand Lafzon Ko Likhta Hoon
Jo Baatein Dil pe Lagti Hain Unhi Baato'n Ko Likhta Hoon
Main Shayir Hoon Meri Veeraniyaan Jab Hadd Se Baddhti Hain
Usi Lamhe Dhuaa'n Utthta Hai Aur Aaho'n Ko Likhta Hoon
Main Lafzo'n Ko Nahi Ehsaas Ko Tahreer Karta Hoon
Na Ghazlo'n Ko Na Nazmo'n Ko Faqat Jazbo'n Ko Likhta Hoon
Kabhi Tanha Jo Hota Hoon Takhayyul Mein Bhi Rahta Hoon
Puraane Dard Ke Lamhe Nayi Socho'n Ko Likhta Hoon
Kabhi Aisa Bhi Hota Hai Shab Bhar Jaagta Hoon Main
Jo Dilse Munsalik Rahti Hain Un Yaado'n Ko Likhta Hoon
Lahoo Dilse Nikalta Hai Kaleja Munh Ko Aata Hai
Kisi Ko Kya Khabar Jab Bhi Kabhi Ghazlo'n Ko Likhta Hoon.

Lagta Nahin He Ji Mera Ujare Dayar Me

Lagta Nahin He Ji Mera Ujare Dayar Me
Kiski Bani He Alam-E-Na-Payedar Me
Bulbul Ko Pasban Se Na Saiyyad Se Gila
Qismet Men Qaid Likhi Tthi Fasl-E-Bahar Men
Keh Do In Hassreton Se Kahin Aur Ja Basen
Itni Jageh Kahan He Dil-E-Daghdar Me
Ik Shakh-E-Gul Pe Baith Ke Bulbul He Shadman
Kante Bicha Diye He Dil-E-Lalazar Me
Umr-E-Daraz Mang Ke Laye Tthe Char Din
Do Arzu Men Kat Gaye Do Intezar Men
Din Zindagi Ke Khatm Hue Sham Ho Gayi
P'haila Ke Paon Soyen-Ge Kunj-E-Mazaar Me
Kitna He Bad-Naseeb Zafar Dafn Ke Liye
Do Gaz Zamin Bhi Na Mili Ku-E-Yaar Me.

Apna Dil Pesh Karoon Apni Wafa Pesh Karoon

Apna Dil Pesh Karoon Apni Wafa Pesh Karoon
Kuch Samajh Me Nahi Ata Tujhe Kya Pesh Karoon
Tere Milne Ki Khushi Me Koi Nagma Cheroon
Ya Tere Dard Ki Judaai Ka Gila Pesh Karoon
Mere Khabon Me Bhi Tu Mere Khyalon Me Bhi Tu
Konsi Chez Tujhe Tujhse Juda Pesh Karoon
Jo Tere Dil Ko Lubha Le Wo Ada Mujhme Nahi
Kyon Na Tujhko Koi Teri Hi Ada Pesh Karoon.

Kabhi Khayal Mein Manzar Jo Eik Rehta Tha


Kabhi Khayal Mein Manzar Jo Eik Rehta Tha
Wahi Jhuki Hui Shakhen Wahi Dareecha Tha
Ussi Ne Phool Khilaaye Tamam Khushiyon Ke
Woh Muskurata Hua Jo Tumhara Lehja Tha
Kisi Ki Aankhein Kahani Suna Rahi Thin Mujhe
Mohabbaton Ka Rawan Bezabaan Dariya Tha
Tumhari Aankhen Samajhti Thhin Dard Mera Bhi
Tumhare Dil Se Kabhi Aisa Eik Rishta Tha
Mere Labon Ki Zameen Par Rawan Tha Naam Uska
Kis Ahtiyaat Se Woh Mere Dil Mein Basta Tha
Mujhey To Roz Hi Milne Ki Usse Khwahish Thii
Magar Wo Bahut Door Mujh Se Rehta Tha.

Wasi Shah, Wasi Shah Poetry, Wasi Shah Urdu Poetry, Kal Shaam Tere Ghar Qayaam Kiska Tha


Kal Shaam Tere Ghar Qayaam Kiska Tha
Na Tha Koi Musafir To Ehtamam Kiska Tha?

Likh-Likh Choomti Rahi Jisko Raat Bhar Ankhein Tumhari
Hamein Bhi Bataao Wo Naam Kiska Tha?

Jisko Sun Ke Ro Pade Ahl-E-Mehfil
Itna Bheegta Hua Anjaam Kiska Tha?

Hamein Pee Ke Hosh Na Raha Saaqi
Wo Haath Kiska Tha Wo Jaam Kiska Tha?

Sitaaraa apani bhi taabindagi na dekh saka, Heart Touching Poetry, Romantic Urdu Poetry, Urdu Best Poetry, Urdu Poetry, Urdu Sad Poetry,

Sitaaraa apani bhi taabindagi na dekh saka
Wo dhundh thi ki ye manzar koi na dekh saka

talaash karate huye uNgaliyaaN jala Daaliin
wo tiragii thi ki main shama bhi na dekh saka

milaa thaa shaam mujhe ik bujha huaa suraj
main us ke baad phir raushani na dekh saka

jo rabt baaqi the sab qata kar liye us ne
wo meharabaN merii becharagi na dekh saka

nigaah viase to baam-e-falak ko chhu aa_ii
main jis zamin pe khaRaa thaa vahi na dekh saka

wahi hai a_inaKhaana vahii hain tasviren
main umr bhar koi suurat nai na dekh saka

tamaam shahar men vo didavar hua mashahur
wo apani naak se aage kabhi na dekh saka.




Heart Touching Poetry, Romantic Urdu Poetry, Urdu Best Poetry, 
Urdu Poetry, Urdu Sad Poetry, 

Kuch Zeest Safar Bhi Lamba Tha, Urdu Poetry, Romantic Urdu Poetry, Urdu Sad Poetry, Urdu Best Poetry, Heart Touching Poetry,

Kuch Zeest Safar Bhi Lamba Tha
Kuch Hum Bhi thora susst Chalay

Kuch Hum bhi Apny Dushman thy
Kuch Hum ko Dushman Bohat Mily

Kuch Hum Manzil ko Bhool Gaye
Kuch Rasty Behad Sakht Thy

Or aj ye Apni Halat Hai
Har Simt Andehra Chaya Hai

Har Simt Hai Chayie Veerani
Har Simt Udasi Ka Saya Hai

is Dasht Main Humne Kea Khoya
is Raah Main Humne Kea Paya

Ik Aag si Dill Main Bharrak Utthi
Or Aankh Main Pani Bhar Aya.

Hum ne shama bana liya dil ko, Urdu Poetry, Romantic Urdu Poetry, Urdu Sad Poetry, Urdu Best Poetry, Heart Touching Poetry,

Hum ne shama bana liya dil ko
Jab bhi chaha jala liya dil ko

Dard ne azma liya dil ko
Behisi ne bacha liya dil ko

Raja rani ki dastan perh ker
Hum ne phir se sula liya dil ko

Tor dena tha zindagi ne per
Khudkhushi ne bacha liya dil ko

Zakham rakhey hain kis qareeney sey
Dekh mein ne saja liya dil ko

Log seeney mein Qaid rakhtey hain
Hum ne sir per charha liya dil ko



Urdu Poetry, Romantic Urdu Poetry, Urdu Sad Poetry, 
Urdu Best Poetry, Heart Touching Poetry, 

Zameen Pe Chal Na Saka Aasman Se Bhi Gaya

Zameen Pe Chal Na Saka Aasman Se Bhi Gaya
Kataa Ke Paroon Ko Parinda Uraan Se Bhi Gaya

Kisi Kaman Se Nikla Teer Hun Mein
Jo Hadaf Ko Na Chu Saka Or Kaman Se Bhi Gaya

Tabaah Kar Gai Pakkey Makaan Ki Kashish Mujhe
Mein Apne Gaaon Ke Kachi Makaan Se Bhi Gaya

Sulagti Aag Mein Jo Kooda To Kia Mila,
Usey Bhi Nahi Bachi Saka Khud Jaan Se Bhi Gaya.

Aaj Itne Door Kyun Ho Tum

Aaj Itne Door Kyun Ho Tum Mere Bilkul kareeb Aa jao
Samne Baitha Kr Apne Tumhari Aankhon Me Utar Jaungi
Seene Se Laga Kar Main Tumhe Choom Loon Is Tarah ki
Honthon Se Hoth Milte Hi Tumhari Saanson Me Utar Jaungi

Main sun k uski sub batain

Main sun k uski sub batain
Faqat itna hi kehta tha
Khafa hona mana laina
Yeh sadiyon say riwayat hay
Gilay shikway karo mujh say
Tumhain janan ijazat hay
Magar ik baat meri bhi
Tum yaad rakh laina
Kabhi aisa bhi hota hay
Hawa'ain rukh badalti hain
Khata'ain ho hi jati hain
Khafa hona bhi mumkin hay
Khata hona bhi mumkin hay
Hamaisha yaad rakhna tum
Ta'aluq toot janay say
Kabhi toota nahin kertay.

Roye Hain Buhat Tab Zara Qaraar Mila Hai

Roye Hain Buhat Tab Zara Qaraar Mila Hai
Is Jahan Mein kise Bhala Sacha Pyaar Mila Hai
Guzar rahi hai zindagi Imtehan ke daur se
Ek khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila Hai
Mere Damaan ko khushiyo ka nahi Malaal
Gham ka khazana jo isko beshumar mila hai
Woh kamnasib hai jinhe mehboob mil gaya
Mein khushnasib hun mujhe Intezar mila hai.

Meri aankhon main raho meri aankhon main raho

Meri aankhon main raho meri aankhon main raho
Roshni ban k meray ghar k chiraghon main raho
Tera wada bhi na siyasi ho
Ab fazaon mein na udasi ho
Chuu k qadmon ko her khushi guzray
Kash ab yun hi zindagi guzray
Tum meray sath meray din meri raaton main raho
Meri aankhon main raho meri aankhon main raho
Pyaar mera tujh say kahta hay
Dil ki dharkan mein tu hi rehta hay
Preet main teri ban k kho jaon
Meera k jaisi tu bhi hoo jayai
Ban k radha tum meri murli ki tano main raho
Meri aankhon main raho, meri aankhon main raho
Tujhey chaha hay tujhay chahonga
Mai na chahat say ba'az aaonga
Teri ulfat k jhulay ain jhulun
Saath tu day tou aasman chu lun
Gungunaon main tujhay, dil k taron main raho
Meri aankhon mein raho, Meri aankhon mein raho.

Kuch door hamare saath chalo


Kuch door hamare saath chalo
Hum dil ki kahani kehdein ge
Samjhe na tum jisse aankhon se
Woh baat zubaani kehdein ge

Jo pyar karein ge jaanein ge
Har baat hamari maanein ge
Jo jaley na hon khudh ulfat mein
Woh aag ko paani kehdein ge

Jab pyaas jawan ho jaye gi
Ehsaas ki manzil paye gi
Khamosh rahein ge aur tumhein
Hum apni kahani kehdein ge

Is dil mein zara tum baitho to
Kuch haal hamara poocho to
Hum sada dil hain "Ashk" mager
Har baat poorani kehdein ge